Jan/10
3
Aey ALLAH
Ay AllAh!
Main kamzor hun tu taqat wala hai
Ay Allah!
Main aajiz hon tu be-neyaz hai
Ay Allah!
Main mangta hon tu Daata hai
Ay Allah
Main mujrim hon tu Shahensha hai
Tujhe teri shane raheemi-o-kareemi ka wasta muj par karam farma kiyun k main kisi imtehan aur Aazmaish k qabil nahi
Ay Allah!
Tu muaf karne wala hai or maafi pasand Farmata hai
Ay Allah!
Humen muaaf farmaa aur achay kaam krne ki toufeeq dy¿?
(AAMEEN)
Related Posts
Posted by Adnan Butt in Punjabi
No comments yet.
Leave a comment!
<< Life Means


’)
