humaray haal pe roya December woh daikho….toot ke barsa December guzar jata hai sara saal yooN to… nahiN kat’ta magar…tanha December bhala barish say kiya sairaab hoga! tumharay wasl ka piyasa December woh kab bichra?…nahiN ab yad..lekin bas itna ilm hai…ke tha December milan ke chand sikkay daal ismaiN… mere hathoN maiN hai kaasa December … Read more
Khunk rut main tanhai hi chukhat py khari hy__________ Jaary ki udaas shaam hy, DECEMBER aan puhancha hy Angun main uter aai hy manoos si khushboo_________ Yaadon ka azdahaam hy DECEMBER aan puhancha hy Khamoshion ka raaj hy, khizan taak main hy__________ Udaasi bhi buhat aam hy DECEMBER aan puhancha hy
\\ ___ // \\//\\//ishing “”” “”” \\// //ou “‘ // ___// //”””//appy // ___// //”””//appy “December”
Kabhi jo toot k barsa December… Laga apna.. Bohat apna December Guzar jata hai sara saal yun to… Nahin kat’ta magar tanha december.. Bhala barish say kia sairaab hoga… Tumharay wasl ka piyasa december.. woh kab bichra? Nahi ab yaad lekin.. Bus itna yaad hai k tha December! Milan k chand sikkay daal ess mei … Read more
“DECEMBER JAB BHi AATA HAi” Wo pagli phir se beetay mosam ko, yad krti hy Puraney cards parhti hai, k jis main oss ne likha tha, MAIN LOTOON GA DECEMBER MEIN.. Naye kaprey banati hai, Wo sara ghar sajati hai, DECEMBER k har aik din ko, wo gin gin ker bitati hy.. Joonhi 15 gozarti … Read more
December jab b lot’ta hy, Mere Khamosh Kamre Mein, Mere bister pe bikhri Hui Kitabian Bheeg jati hain.
