CATEGORY | Eid
§--*---*---*---*--§| *CHAND* |
§--*---*---*---*--§
§--*---*---*---*--§| *MUBARAK* |
§--*---*---*---*--§
Abhi to
aai thi EID,
Abhi guzar
bhi gai EID,
Abhi to ess
din ki tayaari
ki thi,
Thankan bhi
na gaai,
SOCHTA hun…
Ye khushiyun
k din aane mein,
Kyun itni dair
lagate hain?
Aur
jab aa jain to,
Kyun itni jaldi
gazar jate
hain..?
GOLDEN WORDS
“Jo Shaks Apni EIDI Se Apne Doston Ko Treat Deta Hai,
Us Ko Chaand Jaisi Dulhan Milti Hai” – William Mufta
Hasrat hai tumhari deed karain,
Tum Aoo To Hum Bhi EID Karain,
Kuch rooz to dil ko chain milay,
Kuch rooz to mann ka phool khilay,
Kahtey hain k EID ki aamad hai,
Hum log bhi kuch ta-eed karain,
Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain,
Tum se ek guzarish hai,
Ye apne dil ki khahish hai,
Ek baar milo ek baar milo
har baar he ye takeed karain,
Tum Aoo To Hum Bhi EID Karain,
Jab gham k badal chaey thay,
Us waqt bhi tum naa aye thay,
Is baar bhi tum naa aao gey,
Sab dushman ye tankeed karain,
Tum Aoo To Hum Bhi EID Karain,
Manaa k hum dewanay hain,
Sab bataoon se anjanay hain,
Jab apne he beganay hain,
kya ghairoon se umeed karain?
Tum Aoo To Hum Bhi EID Karain
Eid Aai Zamanay Mein,
Mera Dost Phisal Gaya Ghusalkhanay Mein
Eid ('.')
Ane <))>
Wali __/L
Hai
Jis Jis Ne Mujhe Eid Mubark Kehna Ho Wo Line Mein Lag Jaya
('.')('.')('.')('.')('.')('.')
<)) >)) <)) <)) <)) <))
LL LL LL LL LL LL
PLZ aik dosray ko dhaky mat dain. Jo rah jain wo kal tashreef ly ayen. Eid me abi kafi din hain
Yeh dua mangte hain hum eid k din,
Baqi na rahe aap ka koi gham eid k din,
Aap k aangan mein utry har roz khushion bhara chand
or Mehakta rahy pholon sa chaman EID k din.
�EID Mubarak�
on this joyous occasion of
eid ul fitr
May Allah bless you
with hapiness
and grace your home with
warmth and peace
Eid Mubarak
Today I pray that
Happiness be at ur door
May it knock early
Stay late & leave the gift of Allah’s
Peace, love, joy & good health behind
May you remain happy all the time
irrespective of any occasion
Eid Mubarak
May
all
the
joys
of
life
be
showered
on
you .!
Wish you a very very
happy eid mubarak to you and your family


