“Mujhe Tum Bhool Jao Gey” Kaha tha aik din mein ne … Wo bola … Ho nahi sakta … Tujhe mein kho nahi sakta … K meri jaan tujh mein hai … Mera armaan tujh mein hai … Tujhe jis din na mein dekhoon … Mein us shabb so nahi sakta .. Kabhi ye ho … Read more
Ae neend aa jaa k aab koi nahi hai pas mere K jis k liya tujhe chora tha, wo mujhe kab ka choor gaya
Roz-e-Azal ki tarha aaj bhi usay toot k chahtay hain “Mohsin” Kon kehta hai faaslay Mohabbaton ko mita detay hain?
Kaab Mehakti Hai Bhala Raat Ki Raani Din Mein? Shehar Soya To Teri Yaad Ki Khushbu Jagi
Wisal mausam guzar gaya to khayal ban kar mila karain ge Bichar gaye to hum ek maah-o-saal ban kar mila karain ge Kitaab-e-ehad-o-wafa k ek ek warq pe apni khabar milay gi Hum elah-e-ulfat mohabbaton ki misaal ban kar mila karain ge Hazaar lamhon ki ho musafaat dilon ki dharkan sunaai dey gi Guzartay mausam … Read more
Samajh Kar Maal-e-Ghaneemat Mujh Ko Teri Yaadoon Ne Be Panah Loota
