All scientists failed to answer this, But Zubaida Appa Rocks Q: which Liquid thing turns into solid upon heating? ? ? ? ? ? Zubaida Apa: “Jalebi”

Agar aap tarap tarap k marna chahte hain to aaap…. Shadi karlen …. : ) “Zubaida apaa k Azmooda totky”

Dagha rora pista dama khair laka pui puio khochaa dagham nara ara wallah ghaaran ghaaran pukh wikhi oyi owi…!! Zubaida Aapa k Totkay Now available in Pashto!

Wo Kon Si Cheez Hai Jo Freezer Main Rakhny K Bad Bhi Garam Rehti Hy?? Garam Masala….. ZUBAIDA AAPA K “DIMAGH KI BATTI JALAO” TOTAKY…

Aaj katrina kaif ki Birthday hai… jo ye msg 9 logon ko forward kare ga us k khawab main katrina kaif aye gi.. Aik larkay ne jhoot samajh kar ignore kar dia us k khawab main.. Zubaida aapa agayi…!!

Zubaida apa ARZ karti hain…. Mere kamre may urtey hain badal . . WAH WAH . . Mere kamre main urtey hain badal . . WAH WAH . . May likhti hon kuch bhi ghor se parhte hen Pagal..!!