TAG | Chaand
Chand ki simat nazar jae to kya hota hai,,,
Raat kuch yun hi guzar jae to kya hota hai,,,
Kitni masom ada se wo mujhe pochta hai,,,
Jab koi dil mein utar jae to kya hota hai,,,
Ab koi to faqat itna bata de mujh ko,,,
Aadmi jite ji mar jae to kya hota hai,,,
Kisi anjan musafir ka kisi pichle pehar,,,
Aks aankhon mein thehar jae to kya hota hai,
Dard de ke wo mujhe hansta raha or bola,
Dard jab had se guzar jae to kya hota hai
Tooti jo meri neend to sapna chala gaya,
Sooraj k sath saya bhi apna chala gaya,
Phir yea hoa k chand se nafrat si ho gai,
Ek shakhs mujh ko choor k tanha chala gaya
mein ne sara din tumhara intazar kiya hai..
na khabar tumhari na koi peghaam..
chalo ab raat ho chuki hai..
choor do zid apni..
aur chalay aao mere khawaboon mein,
k mein udas hon tere bin..
ab aur na tarpao..
reh nahi paoon ga tere bin ..
GOLDEN WORDS
“Jo Shaks Apni EIDI Se Apne Doston Ko Treat Deta Hai,
Us Ko Chaand Jaisi Dulhan Milti Hai” – William Mufta

