TAG | khizan
Bahaar De Gi Wohi, Isi Yaqeen Pe Zinda Hoon
Wo Eik Nigah K, Jis Ne Mujhe Khizan Di Hai
Ye Aur Baat K, Tu Aab Bhi Yaad Hai Warna
Ghum-e-Hayat Ne Fursat Mujhe Kahan Di Hai
Khunk rut main tanhai hi chukhat py khari hy__________
Jaary ki udaas shaam hy,
DECEMBER aan puhancha hy
Angun main uter aai hy manoos si khushboo_________
Yaadon ka azdahaam hy
DECEMBER aan puhancha hy
Khamoshion ka raaj hy,
khizan taak main hy__________
Udaasi bhi buhat aam hy
DECEMBER aan puhancha hy

