Danista Mohabbat Mein Adakari Ki

Us k aanay ki khabar sunte hi tayari ki,
Main ne ji bhar k gulabon ki kharidari ki,
Haalat-e-hijr me filhaal sakoon milne laga,
Nasha-e-dard ne awaz nahi bhaari ki,
Ishq mein mere b diwangi maslak hai yahan,
Main ne is wastay majnoo ki tarafdari ki,
Warna ye log muje tujse juda ker dete,
Main me danista mohabbat mein adakari ki

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *