Kaghaz Pe Bhi Dekhi Hain Bana Kar Aankhein

Mujh se miltay hain to miltay hain chura kar AANKHAIN
Phir woh kis k liye rakhtay hain saja kar AANKHAIN
Main unhain dekhta rehta hoon jahan tak daikhoon
Aik wo hain k jo dekhen na utha kar AANKHAIN
Us jaga aaj b bhaitha hoon akaila yaro
Jis jaga chhor gaye they wo mila kar AANKAIN
Mujh say Nazrain Wo Aksar Chura Leta Hai Faraz
Ma nay Kaghaz Pe Bhi Dekhi Hain Bana Kr AANKHAIN

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *