Sirf Hum Par He Sakhtiyan Kyun Hain? – Wasi

Apne Dil se nikaal kar mujh ko.

Tere honton pe siskiyan kyun hain?

Zakhum De kar wo mujh se pouchta hai.

Tere lehje me talkhiyan kyun hain?

Hum to kacche makaan k baasi hain.

Phir taaqub me bijliyan kyun hain?

Ishq k Or Bhi musafir hain

~ WASI~

Sirf hum par he sakhtiyan kyun hain ?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *