TAG | Gila

Yea Chahaton K Silsile
Ajeeb Thay, Ajeeb Hain
Kabhi Wo Humse Door Hain
Kabhi Bohat Qareeb Hain
Jo Chacha Wo Na Paa Sakay
Jo Paa Liya Usay Na Chah Sakay
Gila Karen To Kya Karen
Sab K Apnay Apnay Naseeb Hain
Na Koi Apna Hai Yahan
Jise Haal-e-Dil Suna Sakain
Jo Dost Hain, Wo Door Hain
Jo Pas Hain, Wo Raqeeb Hain
Gila Karen To Kya Karen
Sab K Apnay Apnay Naseeb Hain
Ye Chahton K Silsile
Ajeeb Se Ajeeb Hain
“TUM KHAFA KYUN HO..?”
Tumhen muj se gila kya hy?
Achanak
be rukhi itni
Batao to hua kya hy?
Manaaun kis tarah tum ko?
Mujhy itna to
batla do
Agar ab ho saky tum se
To ye ahsan farma do..
Meri manzil mohabat hy..
Mujhy manzil pe pohncha do..
Tumhari aankh men aansu..
Mujhy achy nhi lagty..
Tumhary narm honton pe..
“Gily achy nhi lagty”..
Tumhary muskurany se..
Mera dil muskurata hy..
Tmhry rooth jany se
Mera dil tot jata hy.
Achanak
be rukhi itni
Batao to hua kya hy?
Manaaun kis tarah tum ko?
Mujhy itna to
batla do
Agar ab ho saky tum se
To ye ahsan farma do..
Meri manzil mohabat hy..
Mujhy manzil pe pohncha do..
Tumhari aankh men aansu..
Mujhy achy nhi lagty..
Tumhary narm honton pe..
“Gily achy nhi lagty”..
Tumhary muskurany se..
Mera dil muskurata hy..
Tmhry rooth jany se
Mera dil tot jata hy.
Jo apna ho fakat us se gila banta hai
Gairon se karna kab gila banta hai
Us se kaho saleeke se pyar k haq ada karey
Meri wafa ka itna to sila banta hai…
Sh¡kayat th¡
Tum Se
GiLa na kar
SakaY
(faraz)
Ijaazat Nhi
ZabaaN ko
Tere KHILAAF bolne ki..

